CV950H-A42 1G REM 8G ROM
CV950H-A42 SOFTWARE RESOLUTION 1366*768
WITH RESOLUTION UPDATE FILES
CV950H-A42 Update info
Open the firmware folder
Copy 4 file in to USB
Press and hold power button and put the man switch Software Updates Start
To change resolution
Open Regulation Folder
Regulations you need Open folder and copy
(CV950Customer)
this folder to USB And put USB in the running TV, it will read itself and standby
what is the ram and rom size
1G REM 8G ROM
and isme mboot file hai kya
is mein mboot file nahi hoti software update file mein boot.img hoti he
mera set mein 30% tk software leta hai fr restart ho jaata hai how to do it
30% ke baad Board Reset hona ye masla software ka hota he lekin bahot kam zeyada tar ye foult hardware hota he prosesar zeyada heet ho ye emmc flash mein bed secter
mujhe is board ka mboot file chahiye
ye mboot wala prosesar nahi he jo software aap ke pass he us mein update.zip us ke andar boot.img file he wohi is ki main boot he
actually kya huya ki pehle thk chl ra tha and by mistake yeh bootloader mein chla gya sift smart tv likha aa rha tha or kuch ni logo animation ni ho rha tha uske baad software v kiya but 30%tk hi chda
ab aap software dobara install karein aor jab software ho raha to check karein processor over heet ho raha ho ga agar normal he to REM ki vcc check karein phir wifi chip utaar kar check karin
iska processor (Soc ) kon sa hai kyunki files mein amlogic mention kiya hai
viky bhai aap baat kar ke pata chala app to software ko samajtye ho mein bilkul ye amlogic processor he
kyunki mein .bin files ko open kr skta hu and chk kr skta hu ki usme kya kya hai i can do that .bin files mein se boot.img files v nikaal skta hu or system.img everything wahan se chk kiya meinne
but kon sa amlogic processor woh bta skte hai aap mera baord khrab hai meinne use himachal pradesh se mumabi bheja hai ek technician ke paas youtube mein video dekh kr mujhe bahut dikht ho rhi hai thodi si help kr dijiye woh technician bol rhe hai ki jo cv nam ke board hai unme mboot same hota hai jaise cv338-a42 toh kya esa possible hai
cv338h-a42-a32-a50 ye jitnye bhi board hein sab ka mboot aik he cv628h-a42-a50 in ka bhi lekin in 2no ka mboot aik dusrye par kaam nahi karye ga in mein processar ka fark he isi tarha cv950h-a32 aor a42 in 2no ki boot file aik he ye chal jaye gi magar 950 par cv338 ki boot kaam nahi karye gi
woh bde ache technician hai but av mujhe itna knowledge toh nahi hai mein job krta hu simple si tv liya that glti se adb command use kr ke bootloader ki command de di toh bootloader mein chla gya
agar ye aap se hi aisa huwa he to phir hardware ka masla nahi ho sakta ye ho sakta he software file is ki na ho aap ne board Afzal khan mumabi ko sand kia he to wo koi na koi hal nikaal lein gye
toh iska emmc kr skte hai kya
or aapk paas cv950h-a32 ka hai mboot
ni isi ki hai jis ke paas meinne board bheja hai unhone mujhe update.zip file send ki hai use extract kr ke meinne android ki build.prop file extact ki system.img.data se mere tv ki or uske andr ki files same hai
Sir isme uart agr off hai toh kaise on krege
is board ki emmc pin out mil skti hai aap charges btaiye sirf isi board ki kyu ki yeh mera personal hai baaki se mujhe koi lena dena nhai hai
is ki emmc pinout hein lekin aap emmc ke software ke bagair kia karein gye is ka emmc software abhi upload nahi kia
sir iski loader files hai toh i wil paid
bhai is ka emmc full software abhi available nahi jaisye Available ho ga Email notify mil jaye gi aap ko